alka

personal
2014-03-27 14:54:00 (UTC)

my lines

Mera ruthna tumhara manana kash tumhe v aata pyar jatanay
Mai hu thodi c nadan tumhari man ki baton se anjan hu kas tum apne man ki baat btate gussey k badley pyar se samjhate
Lakin kavi chaha he nahi mujhe par pyar lutana bs har baat per aata h tumhe gussa dikhana kavi kavi lagta hai tumhe nahi h mujhse pyar
Isiliye bus gussa dikhate ho bar baar

kaise samjhau tumhe apne dil ki baat bohot karti hu tumse pyar




Ad: