alka

personal
2012-03-26 11:44:04 (UTC)

4 liner

mohhabat muje tum se nahi
tere kirdar se hai alib
warna haseen log toh bazar
main aam bika karte hai

badi ajeeb hai is nadaan dil ki khawaise
ek saks iska hona nahi chahta or ye usko khona nahi jata chahta

meri yaad main kuch masoor
tumhara v hai mohsin
tumhari yaad aati hai to
vhar acha nahi lagta

so jata hai her koi apne kal k liye
per koi nahi sochta hai k aaj jiska dil dukhya
hai wo soya hoga ya nahi ek pal k liye

faqt kahne ki batain hai nibhata kon hai inko
chalo ab dekh lete hai manaata kon hai kisko

socha tha ki batenge tum se dukh dar d apna
tum ne toh itna v nahi pucha he udass kyu ho

kavi hum tute toh mavi khwab tute
na jaane k itne tukron main armaan tute
her tukra aaina hai zindagi ka
har aaine k sath lakho jazbaat tute

ye wahi iraada hai ye wahi tabsuum hai
her ek mohlat main bus derd ka alam hai
itni udash batein itna udah lahza
lkagta hai ki tum ko v hum sa he koi gum hai

ye sochna galat hai ki tum per nazar nahi
masruff bahot hai magar bekhabar nahi

guzre hue din ho gaye yaado k hawale
ab apni nigaho me naye shaam -o-sahar rakhte hai


her kisi ke naseeb main kaha likhi hai chahte
kuch log to duniya me aate he tanhayee k liye hai




Ad: