jagnandan

anmolshayari
2011-07-13 06:56:31 (UTC)

ahsash

1.> UGATA HUA SURAJ ROSHNI DE APKO,
KHILTA HUA FUL KHUSBU DE APKO.
HAM TO KUCH DENE KE KABIL NAHI,
BHAGWAN HAR KHUSI DE APKO.
2.>AAP DUR BHI HAI OR PAS BHI,
AAP KI KAMI KA HAME HAI AHSAS BHI.
YU TO DOST BAHUT HAI LEKIN
AAP DUR BHI HAI OR PAS BHI.
3.> MANGI THI DUA MAINE RAB SE,
DENA KUCH AASA JO HO ALAG SAB SE
MILA DIYA HAMKO UNSE OR AAPSE,
OR KAHA SMBHALO YAHI HAI ANMOL SABSE.
4.>KARNI HAI KHUDA SE EK GUZARISH,
AAPKE SIVA KOI BANDAGI NA MILE
HAR JANAM ME MILE SATHI AAPKE JAISA,
VARNA FIR KABHI ZINDAGI NA MILE.
5.> DIL KI KITAB KA PANNA CHURA LE GAYA KOI,
MERE ANKHO SE NINDE UDA LE GAYA KOI.
KISI KE YADO ME TADAPANE KI AADAT NAHI THI,
PAR APNI YADO ME TADAPNA SIKHA GAYA KOI.
6.>KHUDA KI IBADAT ME VO EK DUAA HAMARI HOGI,
JISME MANGI HAR KHUSI TUMHARI HOGI.
JAB KOI DASTAK SUNAEE DE DIL PE,
TO SAMAJH LENA VO PAYAR KI DASTAK HAMARI HOGI.
7.> JINE KI NAEE ADDA DI HAI,
KHUS RAHNE KI USNE DUAA DI HAI.
AAE KHUDA USE SARA JAHAN DE DE,
JISNE MUJHE APNE DIL ME JAGAH DI HAI.




Ad: