ppss007
El Diablo
Good song....
Dear Diary,
I dont usually write hindi songs, but this one is really
well written and has an excillent tune to it.
kehana hai...aaj tumse.
phir kisise ye kehena nahi
kehana hai...aaj tumse.
phir kisise ye kehena nahi
Rehana hai, saatha tere
warana duniya main rehana nahi......
Pyar karate hum ko jeena,
Pyar karate hum ko marna
Gham judaee ka sehana nahiii
ohhh ohhh
kehana hai...aaj tumse.
phir kisise ye kehena nahi
Duniya se daarna nahiii
ya pyar karna nahiiii
nazaren churake sanam
hum ko guzarna nahi
doobana hai
saahilon par
jhoomana hai,
manzilon par.
younhi dariya main behana nahi
ohhh ohhhh
kehana hai...aaj tujse.
phir kisise ye kehena nahi
mosum ki aangdadiyan
dil ki yah tanhaeyan
aa paas aa hone de
duniya main rusawaeaan
zindagi ne, phoola baante
chun liyan hai humne kaante
haara phoolon ka pehaana nahi.
ohhh ohhhh
kehana hai...aaj tujse.
phir kisise ye kehena nahi
Rehana hai, saatha tere
warana duniya main rehana nahi......
Pyar karate hum ko jeena,
Pyar karate hum ko marna
Gham judaee ka sehana nahiii
Catch ya later
-El Diablo